X

One year of Sultan: When Salman inspired us with his power packed dialogues

Speed News Desk 7 July 2017, 12:05 IST

One year of Sultan: When Salman inspired us with his power packed dialogues

On 6 July the sports drama “Sultan” completed one year of its release. The film featured Salman Khan and Anushka Sharma as wrestlers. It also stars Amith Sadh and Randeep Hooda.

The film talks about the journey of a common man, who becomes Olympic medallist after getting inspired by his lady-love. The actor was seen working hard to achieve his goals, running and trying to match up the speed of a bike and what not.

Last month, "Sultan" also won the Best Action Movie award at the Shanghai International Film Festival (SIFF).

Here is the list of top 15 dialogue of the film that made the film blockbuster:

1- Izzat aur guroor mein dhaage bhar ka pharak hove hai

2- Yeh haath nahi hatauda hai hatauda ... mooh pe pada na ... daant popcorn ki tarah bahar aa jayenge

3- Agar tune aaj give up kiya ... toh shayad bahar se zinda reh jaye ... magar andar se mar jayega hamesha ke liye

4- Asli pehalwan ki pehchaan akhade mein nahi, zindagi mein hove hai ... taki jab zindagi tumhe patke toh tum phir khade ho ... aur aaisa daanv maro ki zindagi chitt ho jaye

5- Kahi baar dard ka ilaaj dard hi hove hai

6- Koi tumhe tab tak nahi hara sakta ... jab tak tum khud se na haar jao

7- Manne lage hai ki angrezi mein ladki jaldi pate hai ... I love you bolo aur uske baad seedha kiss hove hai

8- Sapne dekhna achchi baat hai ... par kahi baar unke peeche daudte daudte na apne peeche choot jaate hai

9- Yeh joh tumhari society hai na ... is mein aaj bhi ladkiyan ghunghat ke peeche janam leve hai aur wahin mar jaave hai

10- (Khud ko Shahrukh Khan samjhe hai ke?) ... Shahrukh ka mazaak mat udhao ... manne bahut pasand hai ... jab woh ladki ke aankh mein aankh daalke dekhe hai na toh andhi ladki bhi patt jaave hai

11- Sab yeh sochte hai ki hero woh hota hai joh jeetta hai ... mera yeh manana hai ki hero woh hai joh haarta hai ... kyun ki wohi jaanta hai jeetne ki asli value

12- Woh dus maarenge aur tu ek maarega ... us ek mein dus ka vazan hoga
13- Har kamyaab insaan ke paache ek chori hose ... aur haare huye insaan ke paache bhi ek chori hose ... par haare huye insaan ke paache koi nahi khada hota

14- Kisaan aur pehalwan mein ek hi cheez ek jaise hove hai ... woh hai maati

15- Maine usse ladte huye dekha hai ... uske zor mein hosh hai aur hosh mein josh hai ... jeetna uska shauk nahi, uski aadat hai ... aur harana uski aadat nahi, uska hunar hai ... uski aankh mein bijli aur baazu mein dum hai ... uska ek daav, dus ke barabar hai.

REALATED STORIES