The actress Ramya Krishnan, who played the powerful role of Rajmata Sivgami in Baahubali series has turned 47 years old today. Ramya made her debut in films as a child artist in Tamil film 'Vellai Manasu'. She has till now worked in more than 200 films in many languages like Tamil, Telugu, Kannada, Hindi, and Malayalam.
She even has worked in Hindi films like Wajood (1998), Bade Miyan Chote Bhai (1998), Chahat (1996), Criminal (1994), and many others. On the occasion of her birthday, Here we have brought you the 10 most powerful dialogues of Rajmata Sivgami:-
1. Amrendra Baahubali Nahi Rahe.. Ab Aapke Maharaj Honge Mahendra Baahubali...
2. Mera Wachan Hi Mera Saashan Hai...
3. Parmeshwar Tu Mere Paapo Ka Prashchit Chahta Hai To Mere Praan Lele... Lekin Es Bachche Ko Jeevandaan De De...
4. Vishaal Hriday Hai Mere Bete Ka.. Uski Choti Si Manokamna Puri Na Kar Paau To Maa Kesi...
5. Ek Baat Dhyaan Rahe Shashtri Ji Aane Wali Wadhu Sirf Baahubali Ki Patni Nahi, Es Saamrajya Ki Hone Wali Maharani Bhi Hogi.. Us Par Ungli Na Uth Paaye...
6. Bhalla, Raja Jab Rajmahal Se Baahar Nikalte Hai Tabhi Unko Praja Ke Sukh Dhukh Pata Chalte Hai...
7. Mahamantri Ek Baar Pehne Huye Gehne Pehnne Me Ek Varsh Lag Jaaye Itne Anmol Aabhushan Devsena Ko Bhet Kiye Jaaye...
8. Baahubali Ki Mahanta Ko Samajhkar Tum Aakash Se Bhi Unchi Ho Gayi.. Jis Bete Ko Dhudh Pilaya Usse Maarkar Me Tumhare Charno Me Aa Giri Hun...
9. Sivgami Ki Bahu Par Itna Ahankar Akarshak Lagta Hai... Mera Nirnaya Sahi Hai Ya Nahi, Ye Mahismati Svay Dekh Lega...
10. Diye Huye Wachan Ke Liye, Satya Aur Nyaya Ke Liye, Dharm Sthapna Ke Liye Parmatma Ki Virudh Jaane Se Bhi Kabhi Bhaybheet Na Hona, Yahi Kshatriya Dharm Hai...